डायबटीज़ के लिये लाभकारी “मुखवास “
For sugar control। शालिनी मेहता द्वारा प्रेषित

1/4 cup alsi
1/4 cup badi saunf
1/4 cup safed til
1 – 1 1/2 nimbu
1/2 spoon namak
1/2 spoon shakkar
Alsi, saunf aur til mei nimbu ka juice mix karke 6-7 gjante ke liye rakh do. Kadhai garam kar ke halke flame par teeno ko bhune – iust 3-4 minutes. Tthanda karle, namak aur shakkar mix kare. Mukhwaas tayaar hai. Yeh mukhwaas din mei 2 baar khana khane ke baad lijiye. — with Ira Johri.डायबटीज़ मे लाभकारी



